Free online English speaking course in Hindi for Indian, English bolna seekhen अंग्रेजी बोलना सीखें
English speaking course in Hindi, Daily use English sentences with Hindi translation. Present past future indefinite perfect continuous tense example sentences with Hindi meaning. learn English grammar through Hindi, Learn spoken English Passive voice, conditional sentences, modal verbs with exercise sentences in Hindi, English bolna kaise sikhe, words meaning in Hindi, Learn English grammar rules in Hindi. Learn adjective, adverb, preposition with Hindi explanation and Hindi to English examples
1. अपने आस पास का माहोल ऐसा बनाये की आपको ज्यादा से ज्यादा इंग्लिश देखने और सुनने को मिले | 2. शुरुवात में जितना ज्यादा हो सके इंग्लिश movie English subtitle के साथ देखें | English subtitle को देखकर समझने की कोशिश करिए | 3. रोज ज्यादा बोले जाने वाले sentences को English में लिखकर याद करले | जब भी मौका मिले इन sentences को English में बोले | 4. रोज English grammar के कुछ rules पढ़े और इन rules पर English sentences को बना के उनको बोलने की प्रैक्टिस करें | ऐसा करने से आपको English grammar rules उसके प्रयोग के साथ याद हो जायेंगे |
5. रोज English कुछ word meaning याद करे | English word meaning को याद करने के लिए हर word meaning पर sentences बना के उन्हें याद करे | इस तरह से आपको word meaning ज्यादा अच्छी तरह याद होगी |
6. जब आपको English में थोडा confident हो जाये तो सिर्फ English में बोलना शुरु करदें क्योंकि जब तक आप English में बोलना शुरू नहीं करेंगे तब तक आपको English बोलना नहीं आएगा |
इस course को first day से पढ़े | यह course हिंदी में है अतः आपको English grammar को समझने में बहुत आसानी होगी | इस course में आपको रोज daily use English sentences मिलेंगे और English grammar के rules पढने को भी मिलेंगे | अगर आप इंग्लिश बोलना सीखना चाहते हैं तो नीचे दी गई VIDEO को पूरा देखा | इस VIDEO को देखने के बाद आपका इंग्लिश सीखने का तरीका पूरी तरह से बदल जाएगा |
इस COURSE को पूरा पढने के लिए आप हमारी ANDROID APP या हमारी EBOOK DOWNLOAD कर सकते हैं |
हमारे COMPLETE ENGLISH SPEAKING COURSE को अपने COMPUTER, LAPTOP या MOBILE में पढने के लिए हमारी EBOOK नीचे दिए LINK से DOWNLOAD करें |
English speaking course in Hindi, English Bolna seekhne ke asan tarike, इंग्लिश बोलना सीखने के सरल उपाए (तरीके), Easy tips to learn English through Hindi
India mein achchhi job or safal business karne ke liye
English bolna kitna jaruri hai ye ham sab jaante hain. Lagbhag sabhi Indians English mein fluently
baat karna chahte hain pr bahut kam Indians hi English mein fluently baat kar
pate hain. Or jo Log English mein fluently baat karte hain unko achchhi job mil
jati hai or unko success hone ke moke bhi utne hi jyada milte hain.
Jab success ke liye English seekhna itna jaruri ho to hame
puri koshish karni chahiye ki ham bhi English mein fluently baat karne ki puri
koshish Karen.
Is blog ki sahayta se mein apko English bolna seekhne ki
kuch asaan tips dunga.
अगर आप इंग्लिश बोलना सीखना चाहते हैं तो नीचे दी गई VIDEO को पूरा देखा | इस VIDEO को देखने के बाद आपका इंग्लिश सीखने का तरीका पूरी तरह से बदल जाएगा |
Roj bole jane wale asan English sentences se English bolne ki suruwaat
Karen
Sabse pahle asan or simple English sentences ko bolne ki
practice Karen | iske liye aap subah se saam take daily bole jaane wale
sentences ko note down kariye.
Jaise subah ham is tarah ke sentences bolte hain
किसी को उठाने के लिए |
उठ जाओ | 8 बज गए हैं |
थोड़ी देर और सोने दो |
उठ जाओ स्कूल नहीं जाना क्या
?
उठ जाओ ऑफिस नहीं जाना क्या
?
उठ जाओ नहीं तो ऑफिस के लिए
देर हो जयेगी |
और सोने के लिए वाक्य
थोड़ी देर और सोने दो ना
मम्मी 5 मिनट और सोने दो
मम्मी सोने दो आज स्कूल
नहीं जाना
सोने दो आज ऑफिस नहीं जाना
है |
Ab in waqyon ko English
mein translate karke inhe English mein bolne ki practice Karen.
Jab aap normal sentences
ko bina kisi hesitation ke bolne lage to fir un waqyon ko bolne ki practice
karna suru Karen jinko bolna thoda
kathin hota hai.
Is English speaking
course mein apko is tarah ke sentences diye jayenge jo ham apni daily life
mein bolte hain |
English conversation matlab English mein batcheet karna suru kare
Jab apko daily life ke
English sentences bolne ki practice ho jaye tab aap English conversation karna
sure Karen. English conversation ke liye aap ko kisi ko apna English
conversation partner banana haga. Iske liye aap apne kisi dost ko yaa ghar mein
hi apne bhai ya bahan ko samil Karen.
Ab aap apni life ki koi
bhi normal situation ko le or us situation pe English mein conversation Karen.
English conversation ke
liye aap aise topic bana sakte hai jaise
किसी पुराने दोस्त से कई
दिनों बाद मुलाकात होने पर बातचीत कैसे होगी |
movie जाने के लिए दोस्त से
बात करने की conversation |
movie देखने के बाद उस
movie के बारे में कन्वर्सेशन |
किसी मेहमान के आने पर उससे
बातचीत की practice |
इसी तरह आप और भी टॉपिक्स
आपनी डेली लाइफ से निकाल सकते हैं | ऐसी situation पे बात करना ज्यादा अच्छा
होता है जो सिचुएशन हमारी लाइफ में बार बार आती हैं | क्योंकि इससे हमारी अपनी
डेली लाइफ में english speaking की प्रैक्टिस होती है |
Conversation karte waqt
jo waqy aap asaani se English mein bol nahi pate unko note down kar le or unko
bolne ki practice Karen.
English Grammar ke rules ko samjhiye
English grammar ke rules
ko rattu tote ki tarah yaad naa Karen kyonki English ko mathematics nahi hai ki
formulae yaad kiye or Question solve. English bolte waqt hamare pass grammar ke
rules yaad rakhne kaa time nahi hota yahi wajah hai ki jin sentences ko ham
asani se English mein translate kar lete hain wahi sentences ko ham jab bolna
chahte hain to nahi bol pate.
Is problem ko solve karne
ka ek hi tarika hai ki aap English grammar ko samajhke jo bhi English grammar
rule seekhe uske uper ek sentence bana ke yaad karle or aisa karne se aapko
grammar rules uske example ek saath yaad hoga or is tarah English bolte waqt
apki grammatical mistakes bhi kam hogi.
English Grammar ke rules
seekhne ke liye aap is English speaking course ki help ye sakte hain. Ye
English speaking course Hindi mein hai or Is course ki sahayta se aap English
grammar ke rules seekh sakte hain |
Is English speaking
course ko meine English ke simple sentences se suru kiya hai jaise Simple Verb
to be sentences or fir English tenses jaise Present, past and future sentences.
Is English speaking course ki ek khasiyat ye bhi hai ki English grammar ke
rules ko samjhaane ke liye maine daily life mein use hone wale sentences ko hi
use kiya gaya hai. Jisse English grammar ke rules samajhne ke sath sath apko
English speaking mein bhi help milegi.
English seekhne ka tarika
Simple English Sentences “Verb to Be” se
suruwat Karen
Simple sentences ko
translate karne ke liye Verb to be ka use hota hai.
Verb to Be ke Present
simple mein roop Is, Am, Are hain. Jin waqyon mein koi kriya nahi hoti balki
ham kisi Noun ya pronoun ki achchaiyaan bata rahe hote hain to aisi jagah pe
ham verb to be ka prayog karte hain.
verb to Be का प्रयोग noun
pronoun और adjective के साथ होता है |
जिन वाक्यों में क्रिया
नहीं होती उन वाक्यों को english में बोलते वक़्त हम verb to Be का प्रयोग करते हैं
जैसे निचे दिए वाक्यों में हुआ है
उसके इरादे सही
नहीं हैं।
His intentions are not good.
मेरा ऐसा इरादा
नहीं था।
Such was not my intention at all.
बाकी सब ठीक है।
Rest everything is fine.
कमल किस तरह का
आदमी है।
What sort of person is Kamal.
यह तो रोज की बात
है।
It is everyday occurrence.
वह न अच्छा है और
न बुरा।
He is no better no worse.
मेरा यह इरादा
बिलकुल नहीं था।
That was not my intention at all.
ऊपर दिए सभी वाक्यों में
हमने verb to be का प्रयोग किया है क्योकि ऊपर दिए किसी भी वाक्य में कोई क्रिया
नहीं है |
English bolna seekhne ki
shurwat aap isi tarah ke waqyo se Karen is tarh ke waqye bolne mein or samjhne
mein asaan hote hain. Is English speaking course mein apko verb to be ke Hindi
mein bole jaane wale jyadatar sentences practice karne ke liye mil jayenge.
English Bolna seekhne ke asan tarike
Present Indefinite tense ke daily life
mein bole jane wale sentences ko English mein translate karna or bolna seekhiye
English bolan sikhne ke
liye Present indefinite tense ko seekhna bahut jaruri hai. Present indefinite
tense ki phchaan bahut asan hai.
Present Indefinite tense ki Pahchaan – jab koi kaam वर्तमान mein
hota hai or kaam ke complete hone ki waqy se koin jankari nahi milti tab waha
Present indefinite tense ka prayog hota hai.
In short – present
indefinite tense की पहचान के लिए do चीजो पे ध्यान दे
1. काम वर्तमान समय मैं होता हो और 2. उस काम के ख़त्म
होने की कोई जानकारी ना हो |
Is English speaking
course mein maine Present indefinite tense ko explain kiya hai hai in Hindi.
Or Present indefinite
tense ki practice karne ke liye sentences bhi Hindi mein translate kiye hain.
You can get daily life
Present indefinite sentences in Hindi in this English speaking course.
मैंने नीचे कुछ example दिए
हैं जो आप present indefinite tense सीखने के दोरान इस english speaking course से
सीखेंगे |
यह अस्पताल चौबीस
घंटे खुला रहता है |
This hospital remains open twenty four hours.
वह अपनी बीवी के
इशारों पे नाचता है ?
He dances to his wife’s tune.
यह जगह मुझे लखनऊ
की याद दिलाती है |
This place reminds me of Lucknow.
वह अभी तक उसी घर
मैं रहता है |
He still leaves in that house.
वह हमेशा मुझे
परेशान करता है |
He always bugs me.
Present continuous tense
ke different uses in English speaking –
Present continuous ke
simple use to aap jante hi honge pr present continuous tense ke kuch aise bhi
use hai jo bahut confusing hai or in uses ka English speaking ke liye pata hona
bahut jaruri hai jaise
कुछ हिंदी के
वाक्य बोलने मैं तो present continuous tense लगते हैं पर उनको
हम present indefinite tense मैं translate
करते हैं |
इस तरह के
वाक्यों मैं हम देखी जाने वाली वास्तु की स्थिति के बारे मैं पूर्ण आश्वस्त नहीं
होते हैं , मतलब हम स्थिति का सिर्फ
अनुमान लगाते हैं हम 100% sure नहीं होते कि
हमारा अनुमान बिलकुल सही है |
उदहारण
जैसे आप इस वाक्य
को देखें अब तुम्हे कैसा लग रहा है तो पढने मैं ये वाक्य present
continuous tense का लग रहा है पर क्योंकि कहने वाला दूसरे शख्स की स्थिति के
बारे मैं 100% sure नहीं है कि वह
अच्छा महसूस कर रहा है या बुरा | इस लिए ऐसे sentence
को हम present indefinite tense मैं बनायेंगे |
अब तुम्हे कैसा
लग रहा है
How do you feel now?
इस वाक्य को
अक्सर हम इलाज के बाद मरीज से पूंछते हैं |
इसके उत्तर मैं
मरीज कह सकता है कि
अब मुझे अच्छा लग
रहा है |
I am feeling good.
यहाँ हमने present continuous tense का प्रयोग इसलिए किआ हैं क्योंकि बोलने वाला
अपनी स्थिति के बारे मैं 100% sure है |
Is English speaking course mein aap present continuous tense
ke different uses sikhenge or in uses ko
sikhne ke liye ham daily use hone wale present continuous tense ke sentences ki
practice karnege.
Is English speaking course se apko Present continous tense
ki puri jankari ho jayegi.
English sikhne ka tarika hindi me
Learn Present prefect tense through my English speaking course in Hindi
Jab ham English bolte hain tab present Prefect or present
indefinite tense mein bahut confusion rahta hai. Is confusion ko ham tabhi door
kar sakte hain jab ham hamein Present prefect tense kaha use karna hai or kaha
present prefect tense use nahi karna iska sahi sahi gyaan ho. Mere is English
speaking course mein apko Present prefect tense ka detail mein पूर्ण gyaan milega.
Jaise niche is English
speaking course ke Present prefect tense ka kuch bhag niche diyaa hai
present perfect tense की पहचान -
किसी अभी अभी
पूर्ण क्रिया को बताने के लिए present
perfect tense का प्रयोग किया जाता है |
वह अभी अभी बाहर
गया है
He has just gone out.
Present perfect tense को पहचानने का एक आसान तरीका ये है कि present perfect टेंस मैं काम के ख़त्म होने पे ज्यादा जोर दिया होता है
वह दिल्ली जा
चूका है |
He has gone to Delhi.
अब अगर दिल्ली
जाने के काम के ख़त्म होने पर ज्यादा जोर न हो तो यह वाक्य past indefinite
का बन जायेगा |
वह दिल्ली गया था
|
He went to Delhi.
Present perfect
tense का प्रयोग ऐसी past
घटना को बताने के लिए भी
होता है जब हम उस काम के वर्तमान के असर
पर ज्यादा जोर देते हैं |
उसने सब बिस्कुट
खा लिए हैं |
He has eaten all the
biscuit.
ऐसी क्रिया को
बताने के लिए भी present perfect tense का प्रयोग होता है जो भूतकाल मैं शुरू हुई हो और वर्तमान कल तक चल रही हो |
जैसे -
वह पिछले हफ्ते
से बीमार है
He has been ill since last week.
नोट –
present perfect tense or past indefinite tense
हिंदी मैं लगभग एक से
लगते हैं और हिंदी वाक्यों को बोलते वक़्त ये फर्क करना मुश्किल हो जाता है कि ये sentence
persent perfect टेंस कर है या past
indefinite का |
इन दोनों tense
मैं differentiate करने का एक आसान तरीका ये है कि present perfect टेंस मैं क्रिया मतलब काम के पूर्ण होने पे
ज्यादा जोर होता है जबकि past indefinite tense मैं क्रिया पे ज्यादा जोर होता है |
जैसे
मैंने गीता पढ़ी
थी | इस sentence मैं गीता के पढने पे ज्यादा जोर है इसलिए इस
वाक्य को हम past indefinite टेंस मैं
बनायेंगे |
अब ये वाक्य ले
मैं गीता पढ़ चूका
हूँ
इस वाक्य मैं
गीता को पढने का काम ख़त्म होने पे ज्यादा जोर है | इसलिए इस वाक्य को हम present perfect टेंस मैं बनायेंगे |
इसी तरह
मैं दिल्ली घूमा
था | यह वाक्य past
indefinite का है
I visited Delhi.
मैं दिल्ली घूम
चूका हूँ | इस वाक्य मैं दिल्ली
घूमने के काम के पूरा होने पे ज्यादा जोर है इस लिए ये present perfect टेंस का sentence है
मैं दिल्ली घूम
चूका हूँ |
I have visited Delhi.
How this English speaking course in Hindi can help you to
understand Past indefinite tense
Yah English speaking course apko Past indefinite tense
seekhne mein kaise sahayta kar sakta hai
Past indefinite tense seekhne ke liye sabse pahle apko is tense ki pahchaan
karni aani chahiye
Past indefinite tense का प्रयोग भूतकाल
मैं किये कार्य को बताने के लिए होता है | इसके साथ अक्सर भूतकाल के समयसूचक शब्दों का प्रयोग होता है | जैसे yesterday, a week ago, last year
etc.
जैसे
वह यहाँ कल आया
था |
He came here yesterday.
Past indefinite tense
के वाक्यों को english
मैं translate करने का तरीका |
past indefinite टेंस के affirmative
sentence मैं verb की 2nd form का प्रयोग होता
है |
structure – subject + verb 2nd from + object.
रेल ट्रेक्टर से
टकराई |
Train collided with tractor trolley.
Is course mein mene Past indefinite tense ke daily life mein
use hone wale waqye diye jinki practice karke aap ko Past indefinite tense ko
kaise use karna hai iski practice ho jayegi.
English seekhne ka asan tarika
Learn Past prefect tense through this English speaking course in Hindi
Past prefect tense ko is English speaking course se Hindi
mein sikhen
Is English speaking course ki sahayta se aap Past perfect
tense ko bahut asani se seekh sakte hain.
Jaise maine kaha tha ki English grammar ko yaad karne se
accha hai English grammar se related sentences ko yaad karke unko apni life
mein use karne se jyada fayda hota hai to isi chees ko dhyaan mein rakhte hue
meine is English speaking course Past prefect tense ko samjhaane ke liye daily
life ke waqyon ka hi prayog kiya hai. Aap ko In waqyo ki practice karni hai to
Past perfect tense ka use kaise hota hai is baat ko samjhna hai. Past perfect
tense ke sentences ki thodi der ki practice se hi apko past perfect tense
achche se samajh mein aa jayega.
Maine Neeche English speaking course ke past perfect tense
ka chhota sa bhaag diyaa hai.
जब कोई काम
भूतकाल मैं पूरी तरह समाप्त हो गया हो तो हम past prefect tense का प्रयोग करते हैं | past prefect टेंस मैं verb की 3rd form का प्रयोग होता
है |
वह जा चूका था |
He has gone.
जब किसी वाक्य
मैं दो काम ख़त्म हो रहे होते हैं और एक काम पहले ख़त्म होता है और दुसरा काम बाद
मैं तब हम पहले ख़त्म होने वाले वाक्य को past prefect टेंस मैं बनाते हैं और बाद मैं ख़त्म होने वाले वाक्य को past
indefinite मैं बनाते हैं |
Structure – बाद मैं –
after
Past indefinite
(second ended work) + after +
Past perfect (first ended word)
तुम्हारे जाने के
बाद मैं उससे मिलने गया था |
I went to meet him after you had gone.
तुम्हारे जाने के
बाद उसने ज़हर खा लिया था |
He poisoned himself after you had gone.
structure – से पहले –
before
Past perfect (first
ended word) + before + past indefinite
(second ended work)
वह मेरे आने से
पहले ही मर चुकी थी |
She had died before I came.
तुमने सोने से
पहले क्या खाया था |
What had you eaten before you sleep.
English seekhne ka tarika
Do Practice Future indefinite and Future perfect tenses through my English
speaking course in Hindi
Jab ham English mein baat karte hain ot Future ke plan ki
bate bhi karte hain iske liye hamein Future perfect tense ka bhi achcha gyaan
hona chahiye. Yah dono tenses bhi aap is English speaking course ke through
seekh sakte hai. In tenses mein bhi meine daily life mein use hone wale waqy hi
use kiye hain.
Future indefinite tense -
जब किसी वाक्य
मैं कोई काम भविष्य काल मैं होता है तो तो इस वाक्य को हम future
indefinite tense मैं बनाते हैं |
वह मुझे बदनाम
करेगा |
He will defame me.
हम उसका विरोध
करेंगे
We will oppose him.
Future
perfect tense
अगर किसी वाक्य
मैं काम के भविष्य मैं समाप्त होने की संभावना हो तो उस वाक्य को हम future
perfect tense मैं बनाते है
वह लखनऊ छोडके जा
चूका होगा |
He will have left lucknow.
भविष्य काल मैं
यदि do काम समाप्त हो जाये तो
पहले समाप्त होने वाले काम को हम future perfect tense मैं बनाते हैं और बाद मैं समाप्त होने वाले काम को हम present
indefinite मैं बनाते हैं |
The patient will have died before the doctor comes.
Sab tenses kea a jaane ke baad apko English bolne mein bahut
asani hogi. Aap is English speaking course mein tenses ki practice karne ke
liye diye gaye sentences ki khoob practice kariyega.
Aap jitna jyada practice karnege utna hi jyada apko English
bolni ayegi.
How to increase you vocabulary through Hindi. Apni English word meaning kaise badhaye.
Agar aap kam mahnat karke apni word meaning badhana chahte
hain to apne aas paas ki cheeso ko English mein bolna suru karden.
Jaise aap khane mein jo cheese khate hain unke naam English
mein likh ke yaad kar len.
Word meaning kabhi bhi akele na yaad kare. Jo bhi word
meaning aap yaad Karen uske liye aap ek sentence bana ke us sentence ko yaad
Karen. Aisa karne se apko word meaning jada din tak yaad rahegi or apko us word
meaning ka use bhi aa jayega.
Jab bhi aap nai word meaning seekhen to uska pronunciation
bhi google pe sunle take aapko us word ko sahi se pronunciation karna aa jaye.
आपको नीचे कुछ example दिए
हैं ताकि आपको पता चल जाये कि word meaning कैसे याद करें |
वह पैदाइशी अँधा
है। He is congenital blind.
वह पियक्कड़
है He is bibulous.
तुम भुलक्कड़
हो। You are oblivious.
इन तीन sentences से आपने
तीन नए word meaning सीख लिए हैं | इसी तरह जब आप भी कोई नया english word सीखें
आप उस word का एक sentence बना के उस sentence को याद करें |
Iske alawa agar aapke
paas smart mobile phone hai to apne mobile mein English dictionary download kar
len or jaise hi koi word apko lage ki is work ki English meaning nahi pata to
usko turant apni dictionary mein dekhe or use word ko upper diye tarike se yaad
kar liye. App google per bhi Word
meaning dhoond sakte hain .
English sikhne ka sabse asaan tarika
Do Practice of What you learn – जो सीखे उसकी प्रैक्टिस भी करें |
English bolne ki practice
karne ke liye to tarike hain. Pahla aap jitna jyada ho sake native English
speaker ko bolte hue sune. Iske liye aap English movie, English serials, or
English news ki help le sakte hain. Aaj kal sabhi English Chanel pe English subtitle bhi aate hain. To jab bhi
aap English movie yaa English serial dekhen to English subtitle pe bhi dhyaan
de. Aisa karne se apko English speaker ko sunne or samajhne mein asani hogi.
Jitna jyada aap English speaker ko sunenge utna jyada apko English bolne mein
asaani hogi.
Jab aap English speaking
ki shruwaat kare to pahle 15 din jyada se jyada English movie ya English Serial
ko dekhe. Isse apki English ko samjhne ki or English mein sonchne ki aadat
padegi.
Ab aap apne dosto or ghar
walo or relative ke sath jyada se jyada English mein baat kare.
Native English speaker ko
sunne or Bolne ki practice 2 month take karne ke baad aap apne aap ko One month
ka or samay de ki aap next month se sirf English mein hi baat karenge.
Or Teesre mahine se Aap
sirf English mein hi baat kariye. Next 3 month aap bilkul bhi hindi mat boliye
or sirf English mein baat kariye. In 3 mahino mein aapko bahut pareshani hogi
kuch log aapka majak bhi udayenge per aap himmat mat hariyega or 3 mahine tak
sirf English mein hi baat kariyega. Or aap dekhenge ki 3 months ke baat aap
bilkul native English speaker ki tarah hi baat karne legenge.
Learn Structure to make complicated
sentences in English –
Jab English mein baat
cheet karna shuru karenge to apko is baat ka ahsas hoga ki kuch English
sentences ko bolna to asaan hota hai pr kuch English sentences ko English mein
translated karna hi bahut kathin hota hai isliye is tarah ke sentences jab
English converstation mein aate hain to ham atak jate hain or hamein Hindi mein
baat karni padti hain.
Is tarah ke sentences ko
translate karne ke liye hamein is trah ke sentences ko translate Karen ka
tarika seekhna hota hain. Is tarha ke sentences ka ek structure hota hain agar
hame is structure ko samajh len to is tarah ke sentences ko translate karna
asan ho jata hai.
Is English speaking
course mein maine in structure ke liye bhi kai pages likhe hain taki aapko is
tarah ke kathin sentences ko bolne mein koi dikkat naa aye. Aap in English
sentences ke banana ke tariko ko ek baat samajhke is tarah ke sentences ko
asani se English mein translate kar sakte hain. Aapko bas in structures ki
thodi si practice kariyega or aapko English bolte waqt kisi bhi tarah ke
sentences ke liye atakna nahi padega.
English sikhne k tarike
How to improve fluency in English - Dhara parwah English kaise bolen
English seekhna ek alag
baat hai or Bina kahi atke धाराप्रवाह baat karna alag baat hai. Agar aap English bolne
mein fluency lana chahte hain to apko neeche diye niymo ka palan karna hoga
1.Apni Native
language mein baat karna bilkul band karde or Sirf English mein baat Karen. Aap
dusro ko English bolne ke liye force nahi kar sakte pr aap khud ko English
bolne ke liye force kar sakte hain. Isliye aap apne aap ko English bolne ke
liye force Karen. Suru suru mein apko thodi pareshani hogi qyoki hamre dimag ko
hindi bolne ki adat hai or hamara dimag hamesha kisi kaam ko karne ka asaan
raast dhoondta hai or yahi English bolne mein bhi hota hai hamara dimag hame
force karta hai ki Hindi mein hi baat karte hain English bolne mein bahut
pareshani hogi pr apko kisi bhi halat mein Hindi mein baat nahi karni. Agar
aapne one week bhi sirf English mein baat kar lee to aapko ek hafte baat lagega
ki apko English pahle se bahtar aa gai hai or aapko English bolna or sunna dono
mein maja aane lagega. Ab jis English mein bolne pe aapko intni pareshan I ho
rahi thi usi English mein aap ghante bhar araam se baat kar le rahe hai. Ab aap
agale 2 se 3 mahine aise hi English mein baat karte rahiye. Aisa karne se aapki
English fluency bahut jyada improve ho jayegi.
2.Jitna jyada
ho sake English Movie or English serial dekhe or English news sune.
Learn How English movies can help you to
Improve your English Communication.
Janiye kaise English movies apki English
Fluency ko improve kar sakti hai.
Ham sabhi yah baat jante
hai ki kisi bhi Language ko seekhne ka sabse achcha tarika hai Us language ko bolne wale logo ko
us language ko bolte hue sunna or unki communication ko sunna.
To English seekhne ke
liye bhi hamein aisa hi mahol chahiye hota hai jaha log English mein baat karte
ho lekin Iske liye ya to ham England jayen yaa fir America jaha log apasa mein
English mein baat karte hain pr ham sabhi jante hain ki waha jana sabke bas ki
baat nahi. To fir hamein English ke native speaker kaha milenge. Bas yahi pe
apko English movies or English serial help karte hain. Ham English movies ke
dawara aisa mahol bana sakte hain jaisa hamein English country mein milta. Iske saath saath hamko Entertainment bhi milta
hai. To jaise agar aap din bhar English ki word meaning yaad karte English
grammar padhte or English ke complicated sentences ko banana se bor ho jaye to
aap English movie dekh ke apna entertainment kar sakte hain. Apko bas itna
karna hai ki apko har 2 ghante ke baad ek English moview ko adhe ghante dekhna
hai. Or achcha hoga ki agar aap English movie English subtitle ke sath dekhe
fir is movie ke subtitle ko dekh ke movie ke dialogs ko शीशे samne bolen. Aisa karne se
apko us movie ke communication ko samajhne mein jyada asani hogi
Isi tarike se poori movie
ko do baar dekhiye or fir tisree baat bina subtitle ke dekhiye or movie mein
bole gaye dialogs ko samjhne ki koshish Karen. Agar aapko 90 % dialog samajh
mein naa aaye to fir dobaara se English subtitle ko dekh kar Mirror ke samne
dialogue bolne ki practice kareiye or fir movie bina subtitle ke dekhiye. Aisa karne se apki English fluency ek mahine
main hi improve ho jayegi .
3.Roj nahi word
meaning sikhe or un word meaning pe sentences bana ke unko bolne ki practice
kare.
How to
English vocabulary or English word meaning. English word meaning or English
vocabulary kaise improve Karen.
Agar aap
apni English vocabulary Improve karna chahte hain to aapko mera yah English
speaking course bahut help kar sakta hai. App Is English speaking course se roj 10 new word meaning yaad kar sakte
hain. Maine apne English speaking course mein jitni word meaning dee hain sab
hamari daily life mein use hoti hai. Iske alawa aap Roj English news paper
padhe. Newspaper se bhi apko daily bahut sari new word meaning milegi. Word
meaning ko yaad rakhne ke liye aap unko kis sentence mein use karke yaad Karen
isse apko word meaning achche se yaad ho jayegi or apko us word meaning ka sahi
prayog karna bhi aa jayega.
4.शीशे ke samne roj ek ghante English conversation Karen
apne aap se or apni English mein kaha problems hein use samjhe or note down
Karen or un kamiyo ko door karne ki koshish Karen. Agar apka koi dost ya
relative aapse English mein baat karne mein sahyog nahi de raha hai to bhi apko
fikr karne ki jrurat nahi. Aap Sheeshe ke samne baat karke bhi apni English
communication improve kr sakte hai. Iske liye aap sheese ke andar ki image ko
dusra sakhs samjhe or apni mirror image se communication Karen. Agar aap roj 1
ghantey mirror ke samne English speaking ki practice karenge to apki English
bahut jaldi improve ho jayegi. Mirror ke samne communication me agar starting
mein apko dikkat ho rahi ho to aap mere is English speaking course ke daily
life mein bole jane wale English sentences ko bhi aap Mirror ke samne bolne ki
practice kar sakte hain.
5.The more
English speaking Practice you do, the more Quickly you learn spoken English.
Jitna jyada aap English bolne ki practice karenge utna jaldi apko English bolni
aayegi. English bolne ki practice karne ka sabse achcha tarika ye hain hai ki
aap hindi mein bolna chhod de. Or Sirf English mein baat kare suru mein apko
yah bahut atpata lagega pr dhire dhire apko English mein baat karna jyada
achcha lagega. Or Sirf English mein baat karne se apko ek fayda ye bhi hoga ki
apko yah pata chal jayega ki kis tarah ke sentences aap asani se nahi bana pate hain. Or aap us
tarah ke sentences ko English mein translate Karen ki bhi pactice kar sakenge.
Sach maniye jab tak aap Hindi mein bolna band nahi karenge tab tak aap kabhi
bhi fluently English nahi bol payenge. Qki jab ham sirf English mein baat karne
ki sonchte hai to hamara dimag bhi English mein hi sochne lagta hai or hamko
English mein baat karne mein kam dikkat hoti hain or ham kuch dino mein English
mein hi sochne lagte hain. Or yahi se hmari English fluency bahtar hone lagti
hai. To jab apki English ki itni practice ho jaye ki aap kisi bhi daily life
mein bole jane wale English sentence ko English mein translate kar sakte ho tab
aap Hindi mein bolna band kar den or sirf English mein baat karna suru karden
aap dekhenge ki One month mein hi apki
English bahut अच्छी ho gai hai.
English sikhne ka aasan tarika
आखिर मैं आपसे सिर्फ यही
कहूँगा कि आप तब तक english बोलने की प्रैक्टिस करते रहे जबतक आप english
धाराप्रवाह बोलने नहीं लगते |
आज भारत में कामयाब होने के
लिए english सीखना जितना जरुरी है उतना जरुरी कुछ भी नहीं है |
और जब आपकी कामयाबी और
नाकामयाबी के पीछे जब कोई चीज इतनी जरुरी हो तो आपको उस चीज को जरुर सीखना चाहिए |
english सीखना मुश्किल नहीं है बस आपको english बोलने कि प्रैक्टिस रोज करनी है और
तब तक हार नहीं माननी जब तक आप english में बात नहीं करने लगते |
जो तरीके मैंने ऊपर english
सीखने के लिए बताये हैं उन तरीको को आप पूरी तरह follow करें ऊपर बताये सभी तरीके
टेस्टेड हैं | और आप इस english speaking course को first day से पढ़े | इस course
से आपको english की उन चीजो को सीखने का मौका भी मिलेगा जो आपको कही और सीखने के
लिए नहीं मिलेगी | इस course में english सिखाने के तरीका भी एकदम अलग और unique है | बस आपको इस
course को first day से पढना है और जो भी आप डेली सीखते है उसकी आपको प्रैक्टिस करनी
है |
इस english speaking course
में Tenses के प्रयोग ऊपर हमने बताये हैं |
Learn English grammar in Hindi
Englishspeaking mein Pronouns ka sahi use karna bahut jaruri hai. Hamein simple pronoun jaise He She you aadi ko use karne mein koi dikkat nahi hoti per jab hamko Pronoun ke thode complicated use karne hote hain to yahi pronoun ham sahi se use nahi kar pate. Isliye English bolne ke liye sabhi pronouns ka sahi use aana bahut jaruri hai. Mere is English speaking course mein Pronoun ke use ko padhne ke baad apko sabhi pronouns ke sahi sahi use karna aa jayega.
Reflexive pronoun ka ham English bolne mein bahut prayog karte hain. Jaise agar hameइस वाक्य मैं अपने आप खा लूँगा | को english में बोलना हो तो हमें reflexivepronoun ko use karna jarur ana chahiye. Ham apni Hindi bhasa mein is tarah ke sentences bolte rahte hain to English bolne mein bhi hamein is tarah ke sentences ko bolna ana chahiye. Mere is English speaking course se aap reflexive pronoun wale sentences ko banana seekh jayenge. Niche diye links se aap Reflexive pronoun ke pahchaan or Reflexive pronoun wale sentences ko English mein kaise translate karte hai or Yah apko kaise English speaking mein help kar sakte hain pata chal jayega.
Reflexive Pronoun
जबSubjectद्वारा किये गए कार्य का असरSubject पर ही पड़ता है तो यहाँ हमReflexive Pro nounका ही प्रयोग करते हैं|
वाक्य मैंsubjectपे जोर देने के लिएEmphatic pro nounका प्रयोग होता है|
Emphatic pro nounका प्रयोगsubjectयाobjectके बाद किया जाता है|
वह खुद ही वहाँ गया था|
He himself went there.
Is tarah ke waqya ham Hindi mein bahut bolte hain to jab ham English seekh rahe hain to hamein is tarah ke sentences bhi English mein bolne honge is liye Emphatic pronoun kya hai or iska use English sentences mein kaise karte hain yah hamko achche se aana chahiye. Mera yah English speaking course apko Emphatic pronoun ka sahi prayog karna sikhayega. Maine Emphatic pronoun ko sikhaane ke liye pahle Hindi sentences diye hai jo Emphatic pronoun ki sahayta se hi English mein translate hote hain. Taki apko pata chal jaye ki kis tarah ek sentences mein Emphatic pronoun use hota hai. Maine Emphatic pronoun ko sikhne ke liye jo sentences use kiye hai wo bhi hamari daily life main use hone wale sentences hain. Taki aap in sentences ko seekh kar apni daily life ke English conversation mein direct use kar sake.
Niche diye links se aap Is English speaking course ke Emphatice pronoun ke chapter ko padh sakte hain.
Oneकोpronounकी तरहuseकरने परOneका अर्थ“वाला”होता है|उदहारण के लिए नीचे दिया गएsentenceको पढ़िए|
यह वाली उससे अच्छी है
This one is better than that.
आप कौन सी वाली खरीदना पसंद करेंगे?
Which one would you like to buy?
वो वाली दिखाना|
Show me that one.
हम इस तरह केsentenceहिंदी में बहुत बोलते हैं|अब क्यूंकि हमेंenglishमें बात करना सीखना है तो हमें इस तरह केsentenceभीenglishमें बोलने आने चाहिए|नीचे दिए हुएsentenceको पढके आपको पता चल जायेगा कि इस तरह केsentencesकाenglishसीखने के लिए बोलना आना कितना जरुरी है|t
Mere is English speaking course se aap One pronoun ka English speaking mein prayog karna seekh sakte hain. Meine is English speaking course mein One Pronoun wale kai Sentences Hindi meaning ke sath siye hai. Ye sabhi sentences daily life mein bole jaane wale sentences hai Jinki maine English or Hindi translation bhi dee hai. In English sentences ko padhke aap One ka English bolte waqt prayog karna seekh jayege. Hindi translation hone ki wajah se aap ko One pronoun wale sentences kab bolne hai iska bhai andaja ho jayega.
हिंदी वाक्य में कोई नहीं आने पर हमNone pronoun useकरते हैं|नीचे दिए गए वाक्यों को पढके आपकोNone pro nounकिस तरह के वाक्यों मेंuseहोता है पता चल जायेगा|
झूठ बोलने वाले आदमी को कोई पसंद नहीं करता|
None likes a man who tells a lie.
Ham apni daily life main kai aise sentence bolte hain jinmein None ka prayog hota hai. Isliye English bolna seekhne ke liye None pronoun ka English sentences mein use karna aa ana chahiye.
Is English speaking course mein Hindi waqyo ko English mein translate kiya gaya hai. In waqyo ko padhke apko pata chalega ki None kis tarah ke Hindi waqyon ke liye use hota hai. Niche diye link pe click karke aap None kab or kaise use hota hai or None ko use karne ke grammatical rules kya hain wo bhi apko pata chal jayenge.
All pronoun Plural pronounहै जबAllकिसीparticular groupकोindicateकर रहा होता है तब इसके साथ हमेशाPlural verbका प्रयोग करते हैं|
जैसे
सब नदी में डूब गए|
All are drowned in the river.
लेकिन यदिAllसे किसीparticular groupकोindicateना कर रहा हो बल्कि किसी सम्पूर्ण जाति कोindicateकर रहा हो तबAllको हमsingular subject considerकरते है और तब इसके साथ हमेशाsingular verbका प्रयोग करते हैं|
जैसे
हर वो चीज जो चमकती है सोना नहीं होती|
All that glitters is not gold.
All pronoun ka bhi ham apni daily life main bahut use karte hain. Aise sentences jinme All pronoun use hota hai hamari daily life mien bahut bole jaate hain. Isliye agar aapko English mein fluently baat karni hai to all pronoun ka sahi prayog karna aana chahiye.
ज्यादातर हमNobodyका प्रयोग हिंदी वाक्य में कोई नहीं शब्द का प्रयोगhuman beingsके लिए होने पर करते हैं|
नीचे दिए हुवे वाक्य पढने पर आपकोnobodyका प्रयोग कैसेsentencesमें होता है पता चल जायेगा|
वहाँ कोई नहीं जाना चाहता|
Nobody wants to go there.
वहाँ जाने की हिम्मत किसी में नहीं|
Nobody dares to go there.
Uper diye waqyon ke padhne ke baat aap ko Nobody ka prayog kis tarah ke sentences mein hota hai iska pataa chal gaya hoga. Nobody pronoun ka sahi prayog karna seekh kar ham is tarah ke sentences ke sentences ko apni daily life mein bol sakte hain. Nobody ka English mein bolte hue kai grammatical mistake ho jati hain. In grammatical mistakes ko ham Nobody ke use karne ke grammatical rules ko padhke kar sakte hain. Jaise Nobody ek singular pronoun hai or iske saath hamesa simgular verb ka hi prayog hona chahiye.
Nobody pronoun singular pronounहै इसके साथ हमेशाsingular verbका प्रयोग करते हैं|Nobody pronounके साथpresent indefinite tenseमेंverbमेंsयाesलगाते है औरis, wasऔरhas helping verbका प्रयोग करते हैं|
हिंदी वाक्य में हरकोई या सभी या सब लोग जैसे शब्द आने पर हमeveryoneऔरeverybodyका प्रयोग का प्रयोग करते हैं|
नीचे दिए हुवे वाक्य पढने पर आपकोeveryoneऔरeverybodyका प्रयोग कैसेsentencesमें होता है पता चल जायेगा|
हरकोई महान बनना चाहता है|या सब लोग महान बनना चाहते हैं|
Everybody wants to become great.
हरकोई उससे मिलना चाहता है|
Everybody wants to meet him.
Mere is English speaking course se aap English mein har tarah ke sentences ko English mein bolna seekhenge. Everybody or everyone pronoun ke sentences ham English mein bahut bolte hain isliye is tarah ke sentences ko English mein translate karne ki sahi grammar apko ani chahiye. Mere is English speaking course ke niche diye link se aap Enverybody or Everyone ka English mein sahi use karna seekh sakti hain.
Each Pronoun singular pronounहै इसके साथ हमेशाsingular verbका प्रयोग होता है|
हिंदी वाक्य में“हर एक”या“प्रत्येक”शब्द आने परeach pronoun useकरते हैं|
हर एक लड़के के पास किताब है|
Each of the boys has a book.
यहाँ हमनेhas helping verb useकी है क्योंकिEach singular subjectहै
Mere is English speaking course ki help se aap sabhi pronoun English sentences mein sahi use karna seekh sakte hain. Each pronoun ka prayog kai sentences mein hota hai. Or kai baar each pronoun ke sentences ko English mein translate karne mein dikkat aati hain. Niche diye is English speaking course ke link se aap Each ka sahi prayog karna seekh sakte hain. Or maine Each pronouns se banne wala kai Hindi waqya uski English translation ke sath diye hain jinko padhke apko Each pronoun wale sentences English mein bolne aa jayenge.
Either Pronounका प्रयोग दो चीजो में से एक काselectionकरने के लिए क्या जाता है|
हिंदी वाक्य में“दोनों में से एक”या“दोनों में से किसी एक”के आने पर हमEitherका प्रयोग करते हैं|
नीचे दिए हुए वाक्यों के पढने से आपकोEitherका प्रयोग कहाँ होगा इसका पता चल जायेगा|
तुममे से किसी एक ने किया है ये|
Either of you has done this.
तुम दोनों में से कोई एक उसे जानता है|
Either of you knows him.
In sentences ko padhke apko Either pronoun ka use English sentences mein kitna hota hai iska andaja ho gaya hoga. Either pronoun wale sentences English mein bahut bole jate hain isliye agar apko fluently English bolni hai to apko Either pronoun ka sahi prayog English sentences mein karna aana chahiye. Mera yah English speaking course apko Either pronoun ko sikhne mein help karega. Niche diye link se aap Either ka prayog kab or kaise karte hain ka pata chal jayega. Maine Either ko use karne wale sentences is English speaking course mein diye hain. In Either pronoun wale waqyon ko bolne ki practice karke aap apni spoken English mein either wale sentences aaraam se bol sakte hain.
जब दो चीजो में से एक भी चीजselectनहीं की जाती तो ऐसे वाक्य में हमNeither useकरते हैं|
Neither pronounके साथpresent indefinite tenseमेंverbमेंsयाesलगाते है औरis, wasऔरhas helping verbका प्रयोग करते हैं|
Neither Pronoun ka bhi English mein bahut use hota hai. Jab ham do cheejo mein se kisi bhi cheej ko select nahi karte to ham Neither ka prayog karte hain. Is tarha ke sentences ham apni daily life mein bahut bolte hain jinme ham do cheejo mein se kisi bhi cheej ko select nahi karte. Aap niche dee hue sentences ko padhke Neither pronoun ke use dekh sakte hain.
कोई सा भी आरोप सही नहीं है|
Neither of the accusations is true.
मैंने उसे घर और पैसे दिए|उसने कुछ नहीं लिया|
I offered him money and house. He took neither.
Niche diye link se aap Neither pronoun ka sahi prayog karna seekh sakte hain. Maine Neither pronoun wale page mein hamari life mein bole jaane wale sentences bhi diye hain jinko bolne ki practice karke aap Neither wale sentences English mein bolna seekh sakte hain.
जब कोई वस्तु उस वस्तु जैसी हो जिसकी हम बात कर रहे हैं परsameवही वस्तु न हो तब हमsuch का प्रयोग करते हैं| हिंदी वाक्यों में“ऐसी”या वैसी” wordsआने पर हमsuch का प्रयोग करते हैं|
example :
यह ऐसी गाड़ी नहीं है जिसे मुझे खरीदना ही चाहिए|
This is not such a car as I should buy.
Niche diye link se aap Such pronoun ki or practice kar sakte hain.
Is tarah ke sentences ham apni daily life mein kitna bolte hain yah to aapko upper diye sentences padhke pata chal hi gaya hoga. Ab agar aap such pronoun ko or acche se seekhna chahte hian to aap niche diye link se Such pronoun ki or practice kar sakte hain. Niche dilye link pe click karke aap such pronoun ke daily life mein use hone wale sentences padh sakte hain or unko bolne ki practice kar sakte hain. Aapko asani se samajhne ke liye har sentence Hindi or English dono mein likha gaya hai.
जब हिंदी वाक्य मैं“वैसी” “वही”जैसेwordsआते हैं तो हमsameका प्रयोग करते हैं|
इस तरह के वाक्यों में वस्तु बिलकुल वैसी ही या वही वस्तु होती है जिसकी हम बात कर रहे होते हैं|
नीचे दिए हुए वाक्यों को पढ़कर आपको अंदाजा हो जायेगा किsameको हम कहाँuseकरते हैं|
मैं उसी बल्ले से खेला जिससे तुम खेले थे|
I played with the same bet that you did.
उसका उत्तर वैसे ही था जैसा मैंने सोंचा था|
His answer was same as I expected him to give.
Same pronoun ki or practice karnek ke liye aap niche diye link or practice kar sakte hain. Us page pe maine Same pronoun ka use of daily life mein use hone wale Sentences Hindi or English translation ke sath diye hain is sentences ki aap practice karke same pronoun ka sahi prayog karna sikh jayenge.
Relative pronounदो वाक्यों को जोड़ने के लिएuseहोता है|येPronounपहले वाक्य केnounऔरpronounके बारे में और जानकारी देता है|
नीचे दिए गए वाक्य को देखिये|
वह लड़का जो यहाँ आया था वह मेरा भाई था|
The boy who came here was my brother.
Relative pronounहम तबuseकरते हैं जब हम बताना चाहते हैं कि हम किसके बारे में बात कर रहे हैं|या हम जिसके बारे में बात कर रहे हैं उसके बारे में और जानकारी देनी हो तो|
हिंदी वाक्य मेंrelative Pronoun की हिंदी“जो”,होती है
Tenses ke baad Relative pronoun English bolne mein sabse jyada use hota hain. Ham aksar do sentences ko jodke baat karte hain or do sentences ko jodne ke liye Relative pronoun bahut use hote hain. Aap niche diye sentences ko padh ke bhi samajh jayegne ki English bolne mein Relative pronoun ka sahi use karna aana kitna jaruri hai.
वह बच्चा जो वहाँ रो रहा है कमल का बेटा है|
The child who is weeping there is Kamal’s son.
मेरा भाई जो डॉक्टर है अमेरिका चला गया है|
My brother who is a doctor has gone to America.
जो पेन तुमने मुझे दिया था वो खराब हो गया है|
The pen which you gave me has gone out of order.
यही कमीज है जो मुझे सबसे ज्यादा पसंद है|
This is the shirt which I like most.
जो कुत्ते भोंकते है वो काटते नहीं|
The dog that barks does not bite.
यही लड़का है जिसके बारे में मैंने तुम्हे बताया था|
This is the boy that I told you of.
Uper diye sentences ko padhke apko Relative pronoun ka kitna use hota hai ye apko pata chal gaya hoga. Maine apne coursemein sabhi relative pronoun pe ek ek article likha hai or har relative pronoun ko detail mein samjhaya hai. Relative pronoun ke daily life mein bole jane wale sentences ko bhi detail mein bataya gaya hai taki aapko relative pronoun ke sahi sahi prayog aa jaye. Apko sirf itna karna hai ki mere is English speaking course mein jo waqy hindi or English mein diye hain unko English mein bolne ki practice karni hai. Jitna jyada aap bolne ki practice karnege utna hi jaldi apko English bolni aayegi.
Whoका प्रयोगrelative pronounकी तरह हम तब करते हैं जब हम हिंदी वाक्य में“जो”काuseकिसी व्यक्ति के बारे में कुछ बताने के लिए करते हैं|
Whoका प्रयोग सिर्फ इंसानों के लिए होता है|
Example
वह बूढा आदमी जो वहाँ टहल रहा है मेरा पडोसी है|
The old man who is wandering there is my neighbor.
इसने उस आदमी को देखा है जिसको चोट लगी थी|
He saw the man who had been hurt.
Who Pronoun ki or practice karne ke liye aap niche diye link pe click kare. Who pronoun ka ham apni daily life ki English communication mein bahut istemal karte hain. Mien apne is English speaking course mein Who chapter mein Who pronoun ke English sentences uski Hindi translation ke sath diye hain. Aap in sentences ko yaad karke bolne ki practice kare. Aisa karne se aapko kuch hi dino achchi English bolni aa jayegi.
अगर हिंदी वाक्य में जो शब्द किसी वास्तु या जानवर के लिए हो तो जो का अनुवाद हिंदी वाक्य मेंwhichसे याthatसे करते हैं|
जो लैटर पोस्टमेन दे के गया है वह मुझे लाकर दो|
Bring me the letter which the postman left.
यह रही वो अंगूठी जो मुझे मिली थी|
Here is the ring which I found.
Which ka prayog non living things ke liye hota hai. Which pronoun ka prayog ham English bolte waqt bahut karte hain kyonki jab hame non living things ke bate mein baat karni hoti hai to Which pronoun use karte hain. Mere is English speaking course se aap Which pronoun ke Hindi mein bole jane wale sentences ko English mien translate karna seekh jayenge. Ab aapko apni daily life mein bole jane wale sentences ko English mien bolne ki practice karni hai. Jitna jyada aap Which pronoun sentences ko bolenge utna hi jayada apko is tarah ke sentences ko bolne mein asani aayegi.
Thatका प्रयोग हमlivingऔरnonlivingदोनों चीजों कीenglishबनाने में होता है|
जो कुत्ते भोंकते है वो काटते नहीं|
The dog that barks does not bite.
यही लड़का है जिसके बारे में मैंने तुम्हे बताया था|
This is the boy that I told you of.
That ka prayog living or non living dono cheese ke liye karte hian. English sentences mein ham that ka bahut prayog karte hain. Is English speaking course ki sahayta se aap Hindi ke through that ka English mien prayog karna sikhenge. Niche dilye link pe click karke aap That ke daily life mein use hone wale sentences padh sakte hain. Maine that ko use karne wale lagbahg sabhi sentences is English speaking course mein diye hai aapko sirf is In roj bole jane wale sentences ko yaad karke bolne ki practice karni hogi or aapki English bahut jaldi improve ho jayegi.
Whatका प्रयोगrelative pronounके रूप में केवल निर्जीव चीजों के लिए होता है|
जब वाक्य में कोईantecedentनहीं होता तब हमwhatका प्रयोग करते हैं|मतलब हम जिस वस्तु के बारे में बात करते हैं उस वस्तु के लिए कोई भीnounयाpronoun useनहीं होता है|
नीचे दिए वाक्य पढके आपकोwhatकिस तरह केsentencesमैंrelative pronounकी तरहuseकरना है इसका अंदाजा हो जायेगा|
जिसका इलाज नहीं हो सकता उसे सहना ही पड़ता है|
What cannot be cured must be endured.
जो तुम कह रहे हो उसका कोई मतलब नहीं|
There is no meaning in what you say.
Ham uper diye hue sentences ki tarah ke kai sentences apni daily life mein bolte hain. Isliye is tarah ke sentences ko hamein Hindi mein bolna aana chaiye. Mere is English speaking course ki help se aap What pronoun ka English mein prayog karna seekh sakte hain. Iske liye apko niche diye link pe click karke What ko kaise English sentences mein use karte hian sikhna hoga.
Negativeवाक्यों में अगर“जो”शब्द आता है तो कभी कभी जो किenglish butसे बनांते हैं|
नीचे दिए गए वाक्यों को पढकर आपकोbutका प्रयोगrelative pro nounकी तरह कब होगा इसका अंदाजा हो जायेगा|
कोई गुलाब नहीं जिसमें कांटे ना हो|
There is no rose but has some thorns.
कोई हिन्दू नहीं जो रामायण न जानता हो|
There is no Hindu but knows the story of Ramayan.
But ka as a relative pronoun prayog karke aap bahut hi asani se uper diye hue sentences ki tarah ke kais sentences bolna sikh sakte hain. Aapko mere is free English speaking course ki sahayta se apko But ke relative pronoun ke English sentences hindi translation ke sath milenge. Aap in sentences ko bolne ki practice karke is tarah ke sentences ko English speaking karte waqt bolna seekh sakte hain. Niche diye link se aap but ko kaise English bolne mein use karte hain or But ke daily life mein bole jane wale sentences ke example bhi milenge. Bas apko in sentences ko yaad kake English mein bolne ki practice karni hai. Spoken English improve karne ke liye apko English mein baat karni hi hogi. Or English mein baat karna sikhne ke liye apko mere is English speaking course se jaruri help mil jayegi. Jaise Daily life mien use hone wale sentences wo bhi Hindi translation ke sath. Iske alawa jo sentences ham apni daily life mein bahut jyada bolte hain unko English mein bolne ki grammar bhi apko is Enlgish speaking course se mil jayegi wo bhi Hindi mein explanation ke sath.ab apko bas itna karna hai ki is sentences ko yaad karke daily bole jane wale sentences ko English mein bolne ki practice karni hai. Agar aap meri batai hui tips ko follow karke roj is English speaking course ko day by day padhenge to aapki English communication bahut jaldi improve ho jayegi.
And Remember “The more you do Practice to speak English, the faster you become master in English speaking.