इंग्लिश speaking कैसे improve करे | How to improve English speaking? Tips in Hindi and Urdu language
English speaking improve karne ke liye aap roj aise naye sentence bolne ki practice kariye jo aap asani se English main bol nahi pate. English improve karne ke liye aap ek commitment karen khud se ki aap HIndi main baat tab tak nahi karenge jab tak aap English mian baat nahi karne lagte. Jab aap sirf English main baat karna suru karenge to aapko kai baar aise sentence milenge jinhe aap English main translate nahi kar paa rahe honge. Aise sentence ko note down kar le or unko apne English teacher ki sahayta se English mein translate karke English mein bolne ki practice karen. Aisa karne se kuch hi dino main aap English main bole jaane wale sabhi sentence ko English mein fluently bolne lagenge. Is tarike se aapki spoken English roj dhire dhire improve hoti jayegi. English Improve karne mein aap is course ki bhi help le sakte hai. Is English speaking course ko aap agar roj pahle din se padhenge to aapko ek to daily life main bole jaane wale sentences milenge dusra aapko English sentences ko English mein bolne ke asaan tarike bhi pata chalenge. maine is course mein English structures per bahut dhyaan diya hai qki ek structure sikh jane ke baad aap us jaise sekdo sentences english main bolna seekh sakte hain. To is English speaking course ko daily padhiye or structures ki khoob practice kariye.इंग्लिश speaking कैसे improve करे | How to improve English speaking? Tips in Hindi and Urdu language
अगर आप इंग्लिश बोलना सीखना चाहते हैं तो नीचे दी गई VIDEO को पूरा देखा | इस VIDEO को देखने के बाद आपका इंग्लिश सीखने का तरीका पूरी तरह से बदल जाएगा |
इस COURSE को पूरा पढने के लिए आप हमारी ANDROID APP या हमारी EBOOK DOWNLOAD कर सकते हैं |
हमारे COMPLETE ENGLISH SPEAKING COURSE को अपने COMPUTER, LAPTOP या MOBILE में पढने के लिए हमारी EBOOK नीचे दिए LINK से DOWNLOAD करें |
हमारे COMPLETE ENGLISH SPEAKING COURSE को ANDROID MOBILE में पढने के लिए हमारी ANDROID APP नीचे दिए LINK से DOWNLOAD करें |
Free Hindi to English speaking course
agar aap english bolna seekhna chahate hai to to aap is course ko first day se padhe.
or jo tarike english seekhne ke liye bataye gaye hai un per puri tarah se amal kare matlab follow kare.is course mai aap rose kuch naye word or kuch naye structure seekhenge. mai aapko roj aise naye sentence bataunga jo hamari life mai bahut use hote hai. aapko in sentence ki roj practice karni hai taki aap inko english mai bone mai perfect ho jaye. agar aap is course ko daily padhenge or fir practice karenge to aap ko bahut jaldi english bolne main fluency aa jayegi.
You can read this English speaking course from First day from the links given below.
90 din me Apni English ko improve kaise karen
Basic English Grammar Kaise Sikhe? aap sonch rahe honge ke aap apni English grammar improve karne ke liye kaise practice kare. Toh mai aapko basic English grammar practice karne ke kuch techniques bataati hu. English grammar kaise sikhe – Practice books; Basic English grammar ko practice karne ke liye bohot saare books available hai jisse beginners ki help hojaati hai. jaise Best english speaking course in hindi
जिस वक्त से मैंने उसे देखा है मुझे और कुछ नहीं दिख रहा |
Since the time I have seen her I can't see anything else.
शर्म नहीं आती तुम्हे ?
Don't you have any shame?
मेरी 9 बजे की ट्रेन है |
My train is at 9.
कोनसे होटल मैं हो तुम ?
In which hotel are you?
English Vocabulary Kaise Improve Kare in 30 days - Vocabulary Kaise Improve Kare in 30 days. English ek aise language hai jo puri duniya mein use ki jati hai. Yeh world ki 2nd sabse zyda use ki jane wali language hai, isliye aapko spoken English aani zaruri hai. English sikhne ka ek important step hai.
वह चली गई है ना |
She's gone, isn't it?
क्या बकवास कर रहे हो तुम ?
What nonsense are you taking?
आज से हमारी दुश्मनी शुरू |
From today our enmity begins.
मेरा मूड खराब हो गया है |
My mood is ruined.
English me baat kaise kare- English me kaise baat kare - How to Speak In English, Kya aap ko English bolne me dikkat hoti hai ya English bolna aata hi nahi hai
2 महीनें पहले भी ऐसी ही problem हुई थी |
SimiIar probIem arose 10 months ago.
मैंने कब कहा कि मुझे यह पसंद नहीं ?
When did I say that I didn't like it?
मुझे कोई दिखाई नहीं दे रहा |
I can't see anyone.
हमारे दादा ने इसे बड़े शौक से बनाया था |
My grandfather built it with great zest.
इंग्लिश भाषा को कैसे बेहतर बनाये 5 बेस्ट टिप्स - भाषा आज के समय में कितना जरुर है ये सब हम अच्छी तरह जानते है अगर आप पढ़े लिखे है और आपको अंग्रेजी नहीं आती तो लोग कहेंगे की आपको पढना लिखना नहीं आता |
यहाँ कुछ गड़बड़ लग रही है |
Something seems to be wrong here.
आओ मेरे साथ |
Come with me.
पूरा दिन कहाँ थे तुम ?
Where were you all day?
क्या तुम्हरी मम्मी ने तुम्हें कुछ सिखाया नहीं ?
Didn't Mummy teach you anything?
Basic English Grammar Kaise Sikhe? English Pronunciation Improve karne ke Tips Janiye: In Hindi; ... Iss Spoken English Course ko aise design kiya gaya hai, ki koi bhi basic learner iss course se apne theoretical and practical grammar ko improve kar sakta hai.
तुमने जॉब क्यों छोड़ दी ?
Why did you leave the job?
क्या है इसमें ?
What's in it?
इतनी शांति क्यों है ?
Why is it so quiet?
मैं उसे जो चाहूँ बुला सकता हूँ |
I can call her whatever I want.
Phone Par Confidently Kare English Mein Baat | easily improve kaise kare? iske aapko kayi tareeke pata honge, jinme se aap kayi tareeko ko use bhi kar rahe honge. Jaise ki-Books padhke English improve karna. Movies dekh ke English improve karna or usko bolne ka tareeka seekhna. Apne dosto or parivaar ke sadasyo ke sath English me baat karke roz English ki practise karna.
अच्छा हुआ तुमने सुन लिया |
Good that you heard about it.
मेरी माँ का बुरा मत मानना |
Don't mind my mother.
किसी से मत कहना मैं उसके कमरे में गया था |
Don't tell anyone i had gone in her room.
छोड़ो नास्ता | मैं पहले ही late हूँ |
Forget the breakfast, I am already late.
English Grammar Kaise Improve Kare - Qureshi Infotech English improve karne ke kai tarike hain jise main aapko one by one batata hun. Sabse pehle toh apne aapko yekin dilaye ki aap fluently english jarur bolenge. Aisa karne se aapke man me positive energy energy ayegi jiise aapka english ko lekar jo dar hai woh door ho jayega.
यह पहले ही बिक चुका है |
It's already sold
वह ऐसे नहीं सुनेगा |
He won't listen like this.
तुम मज़ाक कर रहे हो हे ना ?
You're joking, right?
कब आयी थी वो ?
When did she come?
अंग्रेजी बोलना कैसे सीखें (घर बैठे) => 13 आसान ko kaise improve kare ? ... दोस्तों अगर आप चाहते हैं की आपकी spoken english अच्छी हो तो बिना grammar की टेंशन करे आप इंग्लिश बोलिए क्योंकि बोलते समय कोई आपकी grammar पर ध्यान नहीं देता है. #13.)
जल मत |
Don't be jealous.
अभी उन्हें छोड़ दो, हम उन्हें बाद में देख लेंगे |
Leave them now, we will take care of them later.
हम आयें आपके पास या आप आएंगे |
Shall I come over, or will you?
कानून सबके लिया एक सामान होना चाहिए |
Law should be the same for everybody!