Thursday, August 6, 2015

English mein baat karne ke liye kya kare

English mein baat karne ke liye kya kare - What should I do to learn spoken English | Tips in Hindi and Urdu

English mein baat karne ke liye kya karne ke liye sabse pahle aapko apni hesitation ya Hindi main kahe to to sharm ko chhodna hoga. jyada tar log English bolne se isliye darte hai ki agar english main baat karte hue galti hui to majaak udayenge. Per aapko in bato ko avoid karna hai qyonki jab bhi koi nai cheese seekhi jaati hai to galtiya to hoti hai or unhi galtiyo se ham seekhte hai. Or agar aap galtiyo ke dar se English bolna chhod denge to aapko pata bhi nahi chalega ki aapki english main kya galtiya hai.
dusri baat aap english qyon seekhna chahte hai is baat ko hamesha yaad rakhe qyonki aaj kal India main bina english bole aap acchi job nahi kar sakte. aaj kal sabhi company interview english main hi leti hain.

english main baat karne ke liye aap suruaat main aasaan sentences ka use kare. fir dhire dhire complicated sentences ko apne comunication main laye.
maine ye course inhi sab baato ko dhyaan main rakh ke banaya hai. is course main aap english seekhne ke sabse aasaan tarike ko use karke bahut jaldi hi english bolne lagenege.


अगर आप इंग्लिश बोलना सीखना चाहते हैं तो नीचे दी गई VIDEO को पूरा देखा | इस VIDEO को देखने के बाद आपका इंग्लिश सीखने का तरीका पूरी तरह से  बदल जाएगा |






इस COURSE को पूरा पढने के लिए आप हमारी ANDROID APP या हमारी EBOOK DOWNLOAD कर सकते हैं |

हमारे COMPLETE ENGLISH SPEAKING COURSE को अपने COMPUTER, LAPTOP या MOBILE  में पढने के लिए हमारी EBOOK नीचे दिए LINK से DOWNLOAD करें |


हमारे COMPLETE ENGLISH SPEAKING COURSE को ANDROID MOBILE में पढने के लिए हमारी ANDROID APP नीचे दिए LINK से DOWNLOAD करें |


Free download English speaking course in Hindi android app



Free Hindi to English speaking course

agar aap english bolna seekhna chahate hai to to aap is course ko first day se padhe. is course ke first day se link neeche diye gaye hain.

इस English speaking course के first day से links नीचे दिए हैं | नीचे दिए links से आप हर दिन का course पढ़ सकते हैं 



English Strong Kaise Kare Detail Hindi Me - English Strong karne ke liye new words learn karna bahut jaruri hai. Isliye daily kam se kam 5 new english words hindi meaning ke saath yaad karne ki koshish kare. Jitne jyada aap word meaning seekhte jayenge, aapke liye english bolna aasan hota jayega.

तुम एक लाख रूपए का क्या करोगे ?
what will you do with 100,000?
आपको कैसे पता ?
How did you know that?
भाड़ में गई तेरी दोस्ती !
To hell with your friendship!
डॉक्टर साहब घबराने वाली तो कोई बात नहीं है ना ?
There's nothing to worry about, is there Doctor?



उसने हमें एक घंटे तक अपने पीछे कुत्ते की तरह दोड़ाया |
He made us run after him like dogs for 45 minutes.
मैं ही पागल हूँ | मुझे उसे कुछ नही बताना चाहिए था |
I'm mad. I shouldn't have told him anything.
मैं तुम्हारी नफरत को प्यार में बदल दूंगा |
l'll turn your hatred into loνe.
तुम क्या सोंच रहे हो ?
What are you thinking of?


उसे दवाई देना मत भूलना |
Don't forget to giver him medicine.
अब हम क्या करें ?
what should we do now?
अच्छा है मेरी कोई गर्लफ्रेंड नहीं है |
It is good that I don't have any girlfriend.
कमल से नहीं मिलवाओगे ?
won't you introduce us to Kamal?

English Me Baat Kaise Kare

English Me Baat Karne Ka Tarika Hindi Me - Qureshi Infotech English Me Baat Karne Ka Tarika Kaise Sikhe. Spoken English ka course complete karne ke baad jab ham friend circle me ya ghar par english me baat nahi karte hain to english ke bahut se word memorize nahi ho paate hain ham bhul jaate hain. Isliye English ki practice bahut jaruri hai iske liye english me baat karna jaruri hai.

तुम्हें बताना चाहिए था कि तुम्हें यह पसंद नहीं |
You should've said you didn't like it.
मैं कह रही थी, कल डिनर पर मिलते हैं |
I am saying. let's meet tomorrow for dinner.
क्या तुम मुझसे दोस्ती करना चाहते हो ?
Do you want to make friendship with me?
बहुत अच्छे | बस यही देखना बाकी रह गया था |
Well done! Only this was left to see now.




Phone Par Confidently Kare English Mein Baat 

अगर तुमने मेरी मदद नहीं की तो रीना के पापा उसकी शादी करवा देंगे |
If you didn't help me, then Reena's father will get her married.
मैं ठीक हूँ |
I'm fine.
तो क्या हुआ अगर तुम डॉक्टर नहीं हो |
So what if you aren’t a doctor.
मैं तुम्हे उनसे बचा लूँगा पर तुम्हे मुझसे कौन बचाएगा ?
I will save you from them! But who will save you from me?

English Bolna Sikhna hai? 11 Tips Ghar Baithe English Speaking … Ayesha Farooq English bolna sikhna hai toh naye words seekhiye aur vocabulary improve kare. Firstly, agar aapko …Important topics ki list banaye aur prepare kare. Doosri tip hai ki agar aapka koi goal hai jise poora …Dusro ko imitate karne ki koshish kare. Next tip hai kisi ko dekhke imitate karna. Aap TV pe ya …Fluent English bolna sikhna hai toh ghar per English bhasha ka hi use kare. Next tip hai ki aap apne …Articles ki madad se practice kare. Aapki fluency aur bolne ki speed ko badhaane ke liye ek tip hai ki …English songs ki sahayata se English speaking improve kare. English speaking practice karne ke liye …Naye tongue twisters seekhe. Ek aur interesting tip hai tongue twisters bolna. Agar aapko English …English bolna sikhna hai toh chat karte samay Speech-to-Text ka feature use kare. Aaj kal online …English mai bolne se pehle English mai sonchne ki practice kare. English mai kuch bhi bolne se …English bolna sikhna hai toh phone pe baat karte samay sirf Angreji ka hi istemaal kare. Customer …See full list on joshtalks.com

उसे कभी पता नहीं चलना चाहिए कि तुम मेरी बेटी हो |
He should never know that you’re my daughter.
मैं तुम्हारे बारे में सब कुछ जानता हूँ |
I know everything about you.
बहाने क्यों बना रहे हो ?
Why are you making excuses?
मेरे नाम पर एक रूम book है |
There's a room booked in my name.


English Improve Karne Ke Liye Kya Karna Chahiye Improve Karne Ke Liye Kya Karna Chahiye? इंग्लिश इम्प्रूव करने के लिए क्या करना चाहिए? 
अगर सब्जी नहीं खाओगे तो ड्रैगन को कैसे मरोगे ?
If you don't eat vegetables how will you slay the dragon?
feelings, love ये सब सिर्फ बाते हैं |
Feelings, love, that's all just talk.
वह भी अकेला हो गया हैं |
he has become lonely as well.
मुंह तोड़ दे इसका |
Break his face.



तुमने मेरी हेडलाइट क्यों तोड़ी ?
Why did you smash my headlight?
क्या तुमने कभी मुझसे बोला की तुम मुझसे प्यार करते हो |
Ηave you eνer told me that you love me?
किस वक़्त आ रहा है वो ?
What time is he arriving?
देखो कौन आया है |
see who's here.

Common English Conversation Phrases Bolne Ke kuch Naye … Sirf ye hi nahi aapke andar English speaking ke liye confidence build hoga. Aap bina nervous hue English bol payenge. Naye tarike common Conversation Phrases bolne ke. Kya kabhi aapne Google assistant ya Siri ka use kiya hai? Agar haan! Toh aapko pata hoga ki wo bhi conversation phrases ko har baar alag-alag ways mein use karte hai.

जिसकी शादी हो रही है वह खुश नहीं है |
the one who is getting married is not happy.
अगर तू वापस नहीं आया तो ?
What if you don't come back?
मैं जा रही हूँ |
I'm going.
अब हम क्या करें ?
What should we do now?

English Vocabulary Kaise Improve Kare in 30 days -  aise mein hume usse apni english vocabulary ko improve karne ke liye sahi se use karna chahiye. Jaise hi aapko koi new word mile toh turant google kare. Google ki sabse khas baat hai ki aap uss word ke meaning ke saath saath uss word ki pronounciation yani wo word bola kaise jata hai aur uske synonyms bhi batata hai.

यह आवाज कैसी ?
What's this sound ?
इस time कोई गलती नहीं होनी चाहिय |
This time there should not be any mistake.
क्या वह ज़िंदगी जीने लायक है जिसमें प्यार ही ना हो |
Is that Life worth living which has no Kick.
तुम ऐसे क्यों चल रहे हो ?
why are you walking like this?

English Me Baat Karne Ka Trika Kya Hai - इंग्लिश बोलना कैसे सीखें, agar aap in english me baat karne ke trike ko follow krege ko kuch hi din me fluent english bolne lagege agr aapko ykin nhi ho rha hai. to shirf 15 dino ko liye in steps ko try kariye apne aap aapko difference samjh me aa jayega.

तो और क्या कहता मैं ?
So, what eIse couId I have said?
क्या हो जाता ?
What would have happened?
आज तक उसे CBI, FBI, किसी ने नहीं देखा |
Till date CBI, FBI, nobody has seen him! - Yes!
मेरी वजह से आपको जो परेशानी हुई है उसके लिए मुझे माफ़ कर देना |
Forgive me for aII the troubIe I have caused you.

English Mein Baat Karne Ke Liye Hamein Kya Karna  Mein Baat Karne Ke Liye Hamein Kya Karna Chahiye? इंग्लिश में बात करने के लिए हमें क्या करना चाहिए? #3 Answers, Listen to Expert Answers on Vokal - India’s Largest Question & Answers Platform in 11 Indian Languages.

मेरे पास वक़्त नहीं है तुम कमल से बात कर लो |
I've no time. Talk to Kamal.
मेरी दोस्त शादी करने के लिए भाग गई थी |
My friend had eloped to get married.
वह इसी बस से सफर कर रहा था |
He was travelling by this bus!
अभी भी 1000 रुपये कम हैं |
Still short of 1000.

English Me Baat Kaise Kare - अंग्रेजी में बात कैसे करें Isko Kaise use karna hai uske baarein me maine english me chat kaise kare is article me sari jankari di hue hai. I hope ki aapko English me kaise baat kare ye article accha laga hoga, agar koi problem aaye to comment karke puch sakte or acchi jankari Lene ke liye humare sath Jude rahene ke liye fb page ko like or e-mail free me subscribe kare.

तुमने मेरी जान बचा ली नहीं तो मैं मर गया होता |
You saved my life. I would've been dead otherwise.
जैसा तुम कहोगे मैं वैसा करूँगा |
I'll do as you say.
आगे देख होता है क्या 
see further what gonna happen
तुम लोग बारी बारी से कोशिश क्यूँ नहीं करते |
Why don't you people take turns in trying?

No comments:

Post a Comment

how to learn english through hindi

FREE DOWNLOAD HINDI TO ENGLISH SPEAKING COURSE

Followers